Hazrat ibne abdas farmate he jab allah tala ne abul jinnat samum ko aag ke shola se peda kiya to farmaya-
tum koi tamanna karo?
us ne kaha meri tamanna ye he ke ham khud to dekhe hame koi na dekhe aur ham zamin me chup sake aur hamara bura bhi jawan ho to us ki ye khvahish puri ki gayi
is liye vo khud to dekhte he lekin dusro ko nazar nahi aate aur jab marte he gayab ho jate he aur un ka bura bhi fot nahi hota magar jawan ho kar yani jese bacca akhri umar tak pahoch jata he.
is liye vo khud to dekhte he lekin dusro ko nazar nahi aate aur jab marte he gayab ho jate he aur un ka bura bhi fot nahi hota magar jawan ho kar yani jese bacca akhri umar tak pahoch jata he.
Aap ke masail or
sawalat ho to email kare
Amelqadri@gmail.com
DUA O KA TALABGAAR
Amel Qadri
No comments:
Post a Comment